Kahani Suno 2.0 – English Lyrics – Kaifi khalil

Kahani Suno
Haan Zubaani Suno
Mujhe Pyar Hua Tha
Ikraar Hua Tha

Kahani Suno
Haan Zubaani Suno
Mujhe Pyar Hua Tha
Ikraar Hua Tha

Mujhe Pyar Hua Tha
Ikraar Hua Tha
Deewaana Hua Mastana Hua
Teri Chahat Mein Kitna
Fasana Hua

Tere Aane Ki Khushbu
Tere Jaane Ka Manzar
Tujhe Milna Padega
Ab Zamana Hua

Sadayein Suno
Haan Jafayein Suno

Mujhe Pyar Hua Tha
Ikraar Hua Tha
Mujhe Pyar Hua Tha
Ikraar Hua Tha

Hai Tamanna Humein
Tumhein Dulhan Banaye
Tere Hathon Pe Mehndi
Apne Naam Ki Sajayein

Tere Lele Balayein
Tere Sadke Utaarein
Hai Tamanna Humein
Tumhein Apna Banaye

Nahi Mushkil Wafa
Zara Dekho Yahan
Tere Aankhon Mein
Basta Hai Mera Jahan

Kabhi Sun Toh Zara
Jo Main Keh Na Saka
Meri Duniya Tum Hi Ho
Tum Hi Aasara

Duyaein Suno
Sajayein Suno
Mujhe Pyar Hua Tha
Ikraar Hua Tha

Kahani Suno
Haan Zubaani Suno
Mujhe Pyar Hua Tha
Ikraar Hua Tha

Mujhe Pyar Hua Tha
Pyar Hua Tha
Pyar Hua Tha
Pyar Hua Tha
Pyar Hua Tha..

 

›› Lyrics in bengali

 

490 Views
Share this Post :
Jahid Farahan
Jahid Farahan

Life style travel filmmaker.

Articles: 332
Subscribe
Notify of
guest
0 Comments
Inline Feedbacks
View all comments